Thursday, October 11, 2018

Alternate Universe | NASA को मिले दूसरी दुनिया के सबूत | MANDELA EFFECT हिंदी में



Alternate Universe | 2015 m nasa bhotikvigyaniko ko prithvi s 300 crore praksh varsh door kisi trah ka cold spot mila isko naam toh cold spot diya gya lekin m aap sabhi ko bata du yeh cold spot 180 crore praksh varsh tak fela hua hai jisme kaam s kaam 10,000 s jyada akash ganage hain
nasa k itihaas m space m koja gya yeh aab tak ka sabse bada rahasye hai jiske aas pass aaj tak kuch bhi nahi khoja gya hai
heran kaar dene wali baat yeh bhi hai iska wajan iske anumanit wajan s 20% kaam hai
orr aisa kyu hai iss baat ko aab tak samjha nahi ja paya hai
lekin durham university n space m iss cold spot k hone ka karan parallel universe k takrav ko bataya hai
unke anusaar kisi trah parallel universe k aapaas m takraane s space m yeh cold spot paida ho gya hai
ek baar ache s samjh lete hain ki asal m parallel universe multiverse ya dusri duniya kise khete hain
maan lijiye aap sadak paar ja rhe hai or tabhi aap dayi or mudne ka faisla karte hain thk ussi samay aap aapne iss fasle k saath ek orr possibility bhi peda karte hai jo bayi orr mood jaati hai
aapke dwara hawa m uchala gya dice jab neeche aata hai 3 show karta hai lekin usi samay wo 5 aur possibility bhi paida karta hai
aapke lagatar roz mara k faisle jinke ek sa jyada phelu hain wo un doosre faislo k saath parallel universe banate chalte hain
jaisa ki ho sakta hai is universe m aap bank ki naukri kaar rahe hon lekin kisi aur universe m aap india team k liye cricket khelte hon
kisi universe m ho sakta hai teesra vishvyudh chal rha ho or duniya khatam hone wali ho
ya bharat desh m kabhi mugal ya angrej aaye hi naa ho or hamara desh kabhi kisi ka gulam bana hi naa ho
isiko parallel universe naam diya gya hai
iski shurat seedha big bang s jodi ja rahi hai jisse prithvi k banane ka karan mana jata hai
Durham University's Centre for Extragalactic Astronomy k professor tom shanks ka khena hai ki iss cold spot k banane k peeche ka karan sirf parallel universe ka takarav hi ho sakta hai
yeh cold spot aapne aaspass k space s 32 degree f jayada thanda hai
orr isse phle parallel universe k sabot k roop m dekha ja sakta hai
toh chaliye aab baat karte hain un sawalo ki jo maine aap sabhi s video ki shurat m puche th
yeh sawal mene aap sabhi s puche taki hum mandela effect ko aasani s samjh sake
nelsan mandela ka naam aap sabhi n sunna hi hoga south africa m rangbhed ka aant karne wale or 1994 - 1999 tak rhe uske rashtrpati ki mritu sun 2013 m hui lekin bhut s logo ka khena hai ki nahi nelsan mandela ki mirtu kranti k doran 1980 m jail m hi ho gyi thi issi tathye n mandela effect ko janam diya





1 comment:

  1. I like parallel universe videos please post many more interesting video thanx in advance.

    ReplyDelete

Search This Site

You may also like