Label: Mobile Phones
Namaskaar Dosto, is video mein maine aapse OnePlus 6T McLaren Edition ke baare mein baat ki hai, maine aapke liye OnePlus 6T McLaren Edition ki unboxing ki hai jo ki ek special box mein aata hai aur saath mein hai ek special case aur ek table piece McLaren Carbon Fiber ke saath. OnePlus 6T McLaren Edition 2018 ka flagship phone hai OnePlus ki taraf se aur isme Snapdragon 845 Processor hai Adreno 630 Processor ke saath aur saath mein 10GB RAM hai aur 256GB UFS 2.1 based storage. OnePlus 6T McLaren Edition mein 16MP + 20MP ka Dual rear camera setup hai jisme
OIS aur EIS dono hai jisme aap 4K 60FPS mein video record kar sakte hai aur 480 FPS ka Super Slow Motion Mode hai jisme aap 1 Minute tak Slow Motion videos record kar sakte hai. Isme 16MP ka front facing camera hai jisme bhi EIS hai. Isme 6.41" ka Full HD+ AMOLED Display hai aur saath mein Gorilla Glass 6 ki Protection aur ek waterdrop notch. OnePlus 6T McLaren Edition mein 3700mAh ki battery hai aur saath mein WARP Charge 30 ka support jaha 30W ka output hai aur aap phone ko 59mins mein full charge kar payenge. OnePlus 6T McLaren Edition mein aapko Android 9 Pie Operating System milta hai aur yaha pe aapko In Display Fingerprint Scanner bhi milta hai. Mujhe umeed hai ki aapko OnePlus 6T McLaren Edition ki yeh video pasand aayegi.
Price of OnePlus 6T McLaren Edition in India: 50,999 INR
Related: iPhone XR First Look
Related: Xiaomi MI8 Explorer Edition Unboxing
क्या आपको पता है कि OnePlus 6T का India में कितना Price है?

Photos: "Screenshots" From OnePlus 6T Unboxing Video
Related: iPhone XR First Look
Related: Xiaomi MI8 Explorer Edition Unboxing
Nice post i will buy this phone very soon and leave my feedback. Thanks
ReplyDeleteNice mobile phone but it is a very much expensive.
ReplyDelete